Phir Chidi Raat Testo

Testo Phir Chidi Raat

ma: (phir chhidi raat, baat phoolon ki fa: raat hai ya baaraat phoolon ki) -2
fa: phool ke hain phool ke gajre -2
shaam phoolon ki, raat phoolon ki
ma: aapka saath-saath phoolon ka -2
aapki baat baat phoolon ki
fa: phool khilte rahenge duniya mein -2
roz niklegi baat phoolon ki
ma: nazrein milti hain jaam milte hain -2
mil rahi hai hayaat phoolon ki
ma/fa: ye mahakati hui gazal makadu -2
jaise sahara mein raat phoolon ki
Artisti per lettera
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9
Privacy Policy
Privacy & Cookie Policy